Naagin 3 Title Song Lyrics - "Tera pyar jeevan ka hai aaina"

Naagin 3 Title Song Lyrics - "Tera pyar jeevan ka hai aaina"

Naagin 3 Tera pyar jeevan ka hai aaina


O Ho ho...

Tera pyar jeevan ka hai aaina 
Ho tera pyar jeevan ka hai aaina

Jahaan jahaan dekhun 
Tu hi tu hai saajna 
Tera pyar jeevan ka hai aaina 
Ho tera pyar jeevan ka hai aaina

Aaj ki raat apna bhi hoga milan 
Pyar ki hum likhenge kahaani 
Bas yehi sochke dil dhadakne laga 
Ho gaye mad'hosh do naujawani 
Do naujawani...

Tere pyaar ke rang se 
Ang ang rangna... 
Tera pyar jeevan ka hai aaina

Humne sadiyon se chaaha tumhe toot kar 
Ek dooje se hum na khafa hon 
Jaane ye raat phir ho na ho kya pata 
Yun mile phir kabhi na juda ho'n 
Kabhi na juda ho'n

Toote na aisa bandhan humein jodna... 
Tera pyar jeevan ka hai aaina 
Ho tera pyar jeevan ka hai aaina

Aankh banke tujhe dekhti hi rahoon 
Pyar ki aisi tasveer ban jaa 
Teri baahon ki chaaon se lipti rahoon 
Meri saanson ki taqdeer ban ja 
Taqdeer ban ja...

Mere saath waada kiya 
Nahi todna... 
Tera pyar jeevan ka hai aaina 
Ho tera pyar jeevan ka hai aaina.

Dont Forget To Watch on Youtube :- 



Dont Forget To Subscribe Our Channel on Youtube. 

Post a Comment

Previous Post Next Post